Wednesday, May 27, 2020

Area 51 keya hh

Area 51 ko lekar apke sare dout dur ho jayege ...
Aapne bhut sare you tube channel me or  bhut bar Area51 ke bare me alag-alg baat suni hogi mostly Vo alian ke bare me hoti hh ๐Ÿ™„ vo apko  Vahi batate hh jo apko interesting lage pr เคธเคš koi nhi batata or na kisi ko pata hota hh ....
America hamesha se hai ise secret place rakh na chata tha ek bar toh america government ne mana kr diya ki is naam ki koi jgha hh....
Toh jante hh Area51 hh keya.
 2 July 1947 new maxico ke Roswell me ek UFO (unidentified flying object) crash Ho Gaya .. ye Khabar Mexico Mein Jungle Ki Aag Ki Tarah fail gaior government ne ish area ko aam logo ke liye seal kr diya .. aur restricted area Kar Diya underground sensor laga diye yha Jane  Se 30 kilometre pahle hi pako ko ek board dikhe ga aur Yahan Kisi bhi person ko Dekhte Hai shoot  karne ka Aadesh hai 
Halaki bahut log Samne aye  jo Kahate Hain ki me Area51 Mein kam kar chuka hun or batate hh Area51 me alian or unke spaceship per research ki Jaati Hai..per vo in baat ka koi pukhta Saboot Nahin De Paye ....or american government kheta hh je 1 military base hai aur koi bhi Nahin Jaan Paya Iske andar Kya Hota Hai 
Sacchi keya hh samaye ke sath sb ko pata chal jayega ....๐Ÿ˜ฎ
Aap Area51 ko lekar keya sochte hh hame apni raye comments me jarur batayen... thankyou

No comments:

Post a Comment

Indian Statistical Institute(ISI) keya hai?

The Indian Statistical Institute (ISI) is an academic institute of national importance located in Kolkata, West Bengal. Founded...