Tuesday, June 9, 2020

Mystery of Mona lisa

Toh aj ham baat kr ne bale hh ek eshi lady ki panting ke bare me jis ki eyebro nhi hh 😂 jesa ki aap title dekh kr jan chuke hoge ki baat world ki most populer,valuble, beautiful and mysterious panting ki ho rahi hh Mona lisa ...ish panting ko 15s ke famous panter Leonardo da vinci ne banaya tha Inka Janm 15 april 1452 ko italy me  huaa tha ye  panting jesi aap ko dikhti hh vesi hh nhi ye ek choti panting hh iska size 77cm×53cm hh 
ish panting ko banane me Leonardo da vinci ne ish panting ko banane me 14saal lagadiye.or ish panting ke lips banane me Leonardo da vinci ko 12saal lage unhone ye panting 1503 ko banana chalu ki thi 1517 tak complete kar di thi..Leonardo da vinci ne ish panting ko banane me 30 se bhi jada  Layers ka istemal kiya (more then 30 Layers of pant ) isme se kush layers toh human hair se bhi jada patli hh .. Leonardo da vinci ne ish panting ko poplar ki lakdi pe banaya tha oil pant se.ye panting abhi paris ke  Louvre Museum me hh ..

Yah panting tab famous or hojati hh 
1. Jb  ek admi jiska naam a Luc Maspero hh ish ne 23 july 1852 ko mona lisa ka wait krte krte  paris ke ek hotal ke 5th floor se kud kr apni jaan dedi ish admi ne apna ek suside note bhi likha tha jo ki mona lisa ki liye tha. 

2. Yah panting tab or khash ban jati hh jab iski  Louvre Museum se chori jati iski chori 21 August 1911 ko hoti hh or ise agle din noteis kiya gya tha   museum ko investigation ke liye 2 week takh band rkha ish confusion me ki panting museum hi khi rkh di hogi.pr panting museum me nhi mili. 
Or iski chori ka iljam ush time ke ek or mhan panter pr lga tha jinka naam Pablo Picasso pr lga baad me khafi time baad pata chala panting ko the Louvre Museum ke ek worker ne hai curaya tha jiska naam tha
  Vincenzo Peruggia  inka manna tha Mona lisa ki panting Itlay ki or ise Itlay me hona chahiye tha inko pakad liya gaya jab je panting ko leke Itlay ke ek museum me bechne ja rahe the 

Inko inki chori ke liye 6 month ke liye shaja huhi thi or italy ne inki desh bhakti ki liye inka sawaght kiya tha .

3. Saal 1956 me Bolivian tourist ne ish panting par Pathatr fekaa jisse ye  todi damage hogi bad me ise restore kr diya gya hh pr dag abhi bhi hh or ek bar ek lady ne ispe acid feka tha or ishi ko  dekh kr Mona Lisa ki security bada dighi hh panting ko charo or se bullet proof glass se band Kiya Hai fir bhi 2009 me ek lady ne ishe nuksan pahuchana cha.

4. Ish panting ki kimat saal 1962 me $100 million thi or 2019 me iski kimat $850million  batahi ghi thi

5. Yah aj bhi ek mystery hh ki Leonardo da vinci  ne kis ki panting banai thi bhut sare scientist khete hh ke Leonardo the vinci ne apni hai ek female  version panting banai thi is baat me kitni sacchai hai koi nhi janta Leonardo da vinci ek writter bhi the pr unhone apni ish panting ke bare me khai bhi kush nhi likha tha or aj mona lisa pe kyi gaane , artical likhe ja chuke hai. 

6. Ab baat ati hh Leonardo the vinci ne ish panting ki eyebro or eyelashes keyo nhi banshi the ek research me pata chala hh ki Leonardo da vinci ne ish panting ki eyebro or eyelashes batahi thi par ye time ke shath gayab hoghi hh sayd over cleaning. Ki baje se 


Jish museum ke room me Mona lisa 
Ki panting hh ushi room me mona lisa ki panting ke samne ek or panting hh jo ki mona lisa ki panting se bhut jada bhdi hh isko jitni baar dekho kam hh jiska naam hh the wedding feast at cana ish panting ko Paolo Veronese ne banaya tha pr ye panting mona lisa  ki panting jitni famous nhi hh ish liye log isake trf kam dekte  han or bhi monalisa ki panting jesi acchi panting hh 

Pr ham log bas kisi cheez ko ish liye jada importance dete hh ki vo jada famous hh ,ushe kisi bade vyakti ne banaya hh  hoskta hh dusre ka kam bhi uske jitna accha ho ,usshe jaada accha bhi hoskta 

Saturday, June 6, 2020

The movie you will never see (100 years)

100 Years is an upcoming experimental science fiction film written by John Malkovich and directed by Robert Rodriguez. Advertised in 2015 with the tagline "The Movie You Will Never See", it is due to be released on November 18, 2115. The 100-year span matches the time it takes for a bottle of Louis XIII Cognac to be properly aged before its release to consumers. The film stars an international ensemble, with American actor John Malkovich, Taiwanese actress Shuya Chang, and Chilean actor Marko Zaror.100 Years will apparently be a short film, Rodriguez having stated in a 2019 interview with French YouTuber InThePanda: "I was making several short films for them, and I finished that one first, we shot that one first, I thought that was gonna be a commercial or something. And then I showed them the movie and they said 'Yeah, that's great, that's great. That's the one we lock away.' And I said 'What? That's the one you lock away? What about the other one with the future--' 'No, that's the commercial.' [...] The one that I was most attached to was the one they locked away."

Louis XIII cognac is produced in the Grande Champagne . film director John Malkovich place the alcohol with film in locker the locker automatically open on November 2115 .

Thursday, June 4, 2020

Fiji(chota bharat).Why does we call chota bharat of Fiji country

Fiji, a country in the South Pacific, is an archipelago of more than 300 islands. It's famed for rugged landscapes, palm-lined beaches and coral reefs with clear lagoons. Its major islands, Viti Levu and Vanua Levu, contain most of the population. Viti Levu is home to the capital, Suva, a port city with British colonial architecture. The Fiji Museum, in the Victorian-era Thurston Gardens, has ethnographic 
Fiji has been inhabited since the second millennium BC and was settled first by Austronesians and later by Melanesians, with some Polynesian influences. Europeans visited Fiji from the 17th century, and, after a brief period as an independent kingdom, the British established the Colony of Fiji in 1874.Fiji became an independent sovereign state on 10th October 1970 when its colonial status was abrogated. Ratu Sir Kamisese Mara, the first Prime Minister of independent Fiji, received from Prince Charles the documents evidencing Fiji's Independence....... if you know  before Independence of India British people had take slaves from india for sugarcane crops
This is the reason for being indian origan and.that time 45persent indian origan peoples in Fiji...then we call chota bharat of fiji
currency of Fiji we call fijian doller 
1 fijian doller  equal to 30 rupees  

Indian Statistical Institute(ISI) keya hai?

The Indian Statistical Institute (ISI) is an academic institute of national importance located in Kolkata, West Bengal. Founded...